Aansuon ka sheher main ban gaya
Maine jabse tujhe hai kho diya
Aankhein teri bhi nam thi hui
Dard se dil tera bhi ro diya
Na maine toda dil tera
Na hi tune kabhi mera
Rabba tu hi bata
Kyun yeh ho gaya
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Kho kar
Mere hathon se teri lakeerein
Maine khoyi takdeerein
Mere guroor kho gaya
Khoya
Tere sath jiye jo sawere
Teri shaam woh dopehrein
Woh fitoor kho gaya
Na maine chhodi thi khudai
Kyu ye mili hai judai
Ankh bhar aayi
Sapna choor ho gaya
Saansein thodi si bachi hai
Jinme tu hi tu basi hai
Tu hi saans lene ki wajah
Na maine toda dil tera
Na hi tune kabhi mera
Rabba tu hi bata
Kyun yeh ho gaya ho
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun
Tu door ho gaya
Rabb ko yeh kaise
Manzoor ho gaya
Dil yeh keh raha bechara
Laut aayega tu yaara
Tab yeh keh dunga khuda se
Sath toote na humara
Kab tak door yun rahenge
Yun hi yaadon mein jalenge
Aaja tham le mujhe phir
Mujhko jeena hai dobara
Door ho gaya
Ho gaya
Door ho gaya
Hey ae ae
Door ho gaya
Play | Cover | Release Label |
Track Title Track Authors |
---|